Tags-Duniya

magar afsos ye duniyā hai maqām-e-ibrat
rañj kī yaad dilātā hai ḳhayāl-e-rāhat
Nazm
dard-e-dil
ḳhair duniyā meñ kabhī soz hai aur kabhī hai saaz
naunihālān-e-chaman kī rahe ab umr darāz
Nazm
dard-e-dil
aag duniyā kī lagā.ī huī bujh jā.egī
koī aañsū mire dāman pe bikhar jaane de
Sher
aag duniya ki lagai hui bujh jaegi
ik duniyā ko taḌpātī haiñ jaanā na adā.eñ bhārat kī
par dil par choT lagātī haiñ pur-dard sadā.eñ bhārat kī
Nazm
bhaarat ki adaen
duniyā ne muñh pe Daalā hai parda sarāb kā
hote haiñ dauḌ dauḌ ke tishna-dahan ḳharāb
Ghazal
nikli jo ruh ho gae ajza-e-tan KHarab
duniyā tere naam se mujh ko pahchāne
ishq meñ aisā rusvā kar de yā-allāh
Sher
duniya tere nam se mujhko pahchane
mohabbat kar ke sharminda nahīñ huuñ
maiñ is duniyā kā bāshinda nahīñ huuñ
Ghazal
mohabbat kar ke sharminda nahin hun
ḳhayāloñ hī meñ akasr baiThe baiThe
basā letā huuñ ik duniyā suhānī
Ghazal
sunata hai koi bholi kahani
na.ī duniyā ke hañgāmoñ meñ 'nāsir'
dabī jaatī haiñ āvāzeñ purānī
Ghazal
sunata hai koi bholi kahani
koī duniyā se kyā bhalā māñge
vo to bechārī aap nañgī hai
Ghazal
ye nahin barq ek farangi hai
duniyā meñ mohabbat kī kamī hai to balā se
ābād mohabbat kareñ aa shām-o-sahar aur
Ghazal
sab miT gae mange hai magar teri nazar aur
band āñkhoñ se dekh lī duniyā
ham ne kyā kuchh na dekh kar dekhā
Ghazal
sab ne mujh hi ko dar-ba-dar dekha
jo naḳhl ho ḳhushk us kā phalnā kyā hai
duniyā hī nahīñ to kār-e-duniyā kyā hai
Rubaai
jo naKHl ho KHushk us ka phalna kya hai
kyuuñ nahīñ chhoḌtī āḳhir mujhe duniyā-dārī
māl-o-asbāb se aage bhī kahīñ jaanā hai
Ghazal
KHwahish-o-KHwab ke aage bhi kahin jaana hai
dīn-o-duniyā se jaanā paḌtā hai
dil ko dīvāngī banāne meñ
Ghazal
KHwab ne rakh liya fasane mein
har saañs meñ ik hashr bapā hai vaa.iz
duniyā hī meñ uqbā kā mazā hai vaa.iz
Rubaai
har sans mein ek hashr bapa hai waiz
mafar nahīñ ġham-e-duniyā se 'āftāb-husain'
bahut kaThin hai ye manzil magar zarūrī hai
Ghazal
bas ek baat ki usko KHabar zaruri hai
tumhāre naam se duniyā mujhe pukār uThī
tumhārī zaat se vābastagī kahāñ tak hai
Ghazal
alam ki had hai kahan be-kasi kahan tak hai
aur bhī ā.eñge kuchh ahl-e-vafā mere ba.ad
aur bhī nikhregī duniyā kī fazā mere ba.ad
Ghazal
aur bhi aaenge kuchh ahl-e-wafa mere baad
duniyā
maiñ apnā saarā husn
Nazm
muhajir parindon ka swagat

Top Urdushayar.com