Tags-Education

arūz-o-ilm kī ta.alīm mujh ko kab rahī hāsil
mirā ustād to bas ye ġham-e-ayyām hai saaqī
Ghazal
wahi hain qatl-o-ghaarat aur wahi kohram hai saqi
mere qabīle meñ ta.alīm kā rivāj na thā
mire buzurg magar taḳhtiyāñ banāte the
Ghazal
ajib log the wo titliyan banate the
ḳhud-parastī miT ga.ī qadr-e-mohabbat baḌh ga.ī
mātam-e-ahbāb hai tālīm-e-rūhānī mujhe
Ghazal
dil kiye tasKHir baKHsha faiz-e-ruhani mujhe
ta.alīm kā shor aisā tahzīb kā ġhul itnā
barakat jo nahīñ hotī niyyat kī ḳharābī hai
Ghazal
hangama hai kyun barpa thoDi si jo pi li hai
kis kī ta.alīm kā āḳhirī saal thā
chūḌiyāñ bik ga.iiñ bāliyāñ rah ga.iiñ
Ghazal
KHak par KHak ki Dheriyan rah gain
nayā fitna jo niklā koī to ta.alīm dilvāne
zamāna le ke us ko pesh-e-chashm-e-fitna-sāz aayā
Ghazal
hui ya mujhse nafrat ya kuchh isMein kibr-o-naz aaya
ta.alīm kī mīzān meñ haiñ tulte jaate
haiñ jauhar-e-tab.a roz khulte jaate
Rubaai
talim ki mizan mein hain tulte jate

Top Urdushayar.com