English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Ghar
Tags-Ghar
shaam chhat se ghar meñ utrī
raat ban kar ek ik kamre meñ phailī
Nazm
mamul
ghar se chalo to bāñdh ke sar se kafan chalo
shahr-e-vafā se dasht-e-fanā hai milā huā
Ghazal
ek teri be-ruKHi se zamana KHafa hua
intishār-o-ḳhauf har ik sar meñ hai
āfiyat se kaun apne ghar meñ hai
Sher
intishaar-o-KHauf har ek sar mein hai
mai-kada saa banaa diyaa ghar me.n
aur saaqii biThaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
us kii zid thii ki ehtimaam karuu.n
mai.n ne KHud ko bichhaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
tere pahre jagah jagah paa kar
KHud ko qaidii banaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
terii qurbat thii aag thii kyaa thii
meraa sab kuchh jalaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
Dar ke apne hii saa.e se mai.n ne
har diye ko bujhaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
KHud se ruu-posh hii bhalaa thaa mai.n
aa.ina kyuu.n lagaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
noch kar apne baal-o-par 'aadil'
mai.n ne pi.njra banaa diyaa ghar me.n
Ghazal
mai-kada sa bana diya ghar mein
saa.e kī tarah koī mire saath lagā thā
kyā ghar kī tarah dasht bhī āseb-zada thā
Ghazal
sae ki tarah koi mere sath laga tha
yuuñ to bhūle se bhī ab yaañ na koī aa.egā
ehtiyātan hī magar ghar ko sajā.e rakkheñ
Ghazal
kaise har dard ko sine mein chhupae rakkhen
ġhair ke ghar tū na rah raat ko mehmān kahīñ
tā nā is baat kā charchā ho mirī jaan kahīñ
Ghazal
ghair ke ghar tu na rah raat ko mehman kahin
mohabbat adāvat vafā be-ruḳhī
kirā.e ke ghar the badalte rahe
Sher
mohabbat adawat wafa be-ruKHi
palañg kuuñ chhoḌ ḳhālī god siiñ jab uTh gayā miitā
chitar-kārī lagī khāne haman kuuñ ghar huā chītā
Ghazal
palang kun chhoD Khaali god sin jab uTh gaya mita
kahāñ sar chhupā.eñ patā hī nahīñ
ki girne lagī ghar kī dīvār ab
Ghazal
kahan kho gae mere gham-KHwar ab
ek billī mohnī thā us kā naam
us ne mere ghar kiyā aa kar qayām
Nazm
mohni billi
mai-ḳhāne par kaale bādal jab ghir ghir kar aate haiñ
ham bhī āñkhoñ ke paimāne bhar bhar kar chhalkāte haiñ
Ghazal
mai-KHane par kale baadal jab ghir ghir kar aate hain
chaTaḳhtī girtī huī chhat ujaaḌ darvāze
ik aise ghar ke sivā hāsil-e-safar kyā thā
Ghazal
wo ek shor sa zindan mein raat bhar kya tha
ham ko rabt-e-guzishta yaad aa.e
vo jo ban-Than ke ghar se jaane lage
Ghazal
nichi nazron ke war aane lage
Prev
260 / 466
1
...
257
258
259
260
261
262
263
...
466
Next
Top
Urdushayar.com