Tags-Hawa

ham apnā aap hī kar leñge infi.āl us se
hamāre biich koī mat paḌo huā so huā
Ghazal
wo yar humse KHafa hai to ho hua so hua
ye sab laḌāne kī bāteñ haiñ tum jo karte ho
zarā to ḳhair kā kalima kaho huā so huā
Ghazal
wo yar humse KHafa hai to ho hua so hua
hamīñ to yaar sivā apne ta.iiñ kare kaam
burā kisī ko lage to lago huā so huā
Ghazal
wo yar humse KHafa hai to ho hua so hua
rañgā hai ab to zamāne ne rañg
ye laal zard dikhā.ī karo huā so huā
Ghazal
wo yar humse KHafa hai to ho hua so hua
girāñ huuñ se tirī 'nayan' pesh nahīñ jaatī
to pher ba-hūda kyuuñ bakte ho huā so huā
Ghazal
wo yar humse KHafa hai to ho hua so hua
پاني ترے چشموں کا تڑپتا ہوا سيماب
مرغان سحر تيري فضاؤں ميں ہيں بيتاب
Nazm
پاني ترے چشموں کا تڑپتا ہوا سيماب
ye pahle is qadar mailā nahīñ thā
na jaane āsmāñ ko kyā huā hai
Ghazal
gilas ek kanch ka TuTa paDa hai
gumāñ mehr-e-daraḳhshāñ kā huā hai rū-e-raushan par
ta.ajjub ek aalam ko hai kyā kyā un ke joban par
Ghazal
guman mehr-e-daraKHshan ka hua hai ru-e-raushan par
nahīñ hai imtiyāz-e-nek-o-bad chashm-e-haqīqat meñ
mujhe yaksāñ huā hai kufr aur islām ai vaa.iz
Ghazal
amal sen mai-paraston ke tujhe kya kaam ai waiz
is doshīza miTTī par naqsh-e-kaf-e-pā koī bhī nahīñ
jhaḌte phuul barastī bārish tez havā koī bhī nahīñ
Ghazal
is doshiza miTTi par naqsh-e-kaf-e-pa koi bhi nahin
jaane kyā huā mujhe
ḳhud se bhī ḳhafā huuñ maiñ
Ghazal
kya kahun ki kya hun main
huā mahrūm maiñ shams o qamar se
ghanā ik peḌ āñgan meñ lagā kar
Ghazal
mere haq mein koi aisi dua kar
usī ke lams se āb-o-havā badaltī hai
tamām manzar-e-jāñ ik adā pe Thahrā hai
Ghazal
dam junun ki had-e-intiha pe Thahra hai
kis se pūchheñ ki vo andāz-e-nazar
kab tabassum huā kab tiir huā
Sher
kis se puchhen ki wo andaz-e-nazar
bikhrā huā huuñ ḳhvāhish-o-hasrat ke darmiyāñ
jaise mirā vajūd abhī fard fard hai
Ghazal
aankhen hain surKH honT siyah rang zard hai
'āfrīdī' ishq ke baa.is hayā jaatī rahī
kyā huā tere ta.iiñ da.avā jo nām-o-nañg thā
Ghazal
kya farogh-e-bazm us mah-ru ka shab sad-rang tha
zideñ to shaan huā kartī haiñ ra.īsoñ kī
jo chauthī samt na jaa.e vo shāhzāda kyā
Ghazal
haqiqaton ka nai rut ki hai irada kya
us shahr meñ kitne chehre the kuchh yaad nahīñ sab bhuul ga.e
ik shaḳhs kitāboñ jaisā thā vo shaḳhs zabānī yaad huā
Sher
us shahr mein kitne chehre the kuchh yaad nahin sab bhul gae
zamīñ ke haath meñ huuñ aur na āsmān ke hī
paḌā huā huuñ maiñ aisī jagah pe jaan ke hī
Ghazal
zamin ke hath mein hun aur na aasman ke hi
ye to huā ki raushnī aur bhī kuchh bhaḌak uThī
tez havā ke bāvajūd dil kā diyā bujhā nahīñ
Ghazal
mohr-ba-lab hai kis liye, kis liye bolta nahin

Top Urdushayar.com