English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Sach
Tags-Sach
mujhe tujh se shikāyat bhī hai lekin ye bhī sach hai
tujhe ai zindagī maiñ vālihāna chāhtā huuñ
Ghazal
kisi taKHliq ke paikar mein aana chahta hun
sochnā hai tirā vo na tum ko milā sach to ye hai magar tū na us ko milā
us kī qismat meñ shāyad thī tishna-labī ho gayā jo ḳhafā tū use bhuul jā
Ghazal
kya hua kyun hua kis liye kya KHabar jo hua so hua tu use bhul ja
ye bhī sach hai ki mujhe dil se bhulāyā hogā
ye bhī sach hai ki kabhī chain na paayā hogā
Qita
ye bhi sach hai ki mujhe dil se bhulaya hoga
haañ aap kisī ko yuuñ barbād nahīñ karte
ye 'fānī'-e-nākārā sach hai isī qābil thā
Ghazal
jin KHak ke zarron par wo saya-e-mahmil tha
dostoñ ke darmiyāñ sach bolte Dartā hai vo
dushmanoñ kī bhiiḌ meñ jis kī zabāñ be-bāk thī
Ghazal
zindagi yun to bahut ayyar thi chaalak thi
titliyāñ phir vahīñ pe utreñgī
khilne dījiye gulāb sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
kuchh nazar aa rahe haiñ mahfil meñ
dekh lo māhtāb sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
apnī ta.abīr pā rahe haiñ jo
maiñ ne dekhe haiñ ḳhvāb sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
kuchh to parsañg yaad aate haiñ
the kathā meñ jo baab sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
aap sab ko ḳharāb kahte haiñ
log kuchh haiñ ḳharāb sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
paas jin ke nahīñ hai ik misra.a
vo haiñ shā.er janāb sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
aap izzat-ma.āb sach-much ke
log kam haiñ janāb sach-much ke
Ghazal
aap izzat-maab sach-much ke
haqīqatoñ ke badan par koī labāda nahīñ
agar ye sach kī sazā hai to phir sazā hī sahī
Ghazal
shikasta-pa hi sahi dur ki sada hi sahi
merī ā.ankhoñ meñ kisī ne nahīñ dekhe aañsū
phir bhī ye sach hai ki giryāñ huuñ hamesha kī tarah
Sher
meri aaankhon mein kisi ne nahin dekhe aansu
vo aa gayā 'kamāl' kī qīmat ke ās-pās
bik jā.ūñ apne sach kī hifāzat nahīñ karūñ
Ghazal
tanhai se bachaw ki surat nahin karun
be-vafā nā-mehrbāñ ye sach hai vo aisā to thā
mat kaho kuchh us ko yaaro jo bhī thā merā to thā
Ghazal
be-wafa na-mehrban ye sach hai wo aisa to tha
jhuuT ko sach samajhne vāloñ par
aa.ina qahqahe lagā.egā
Ghazal
raat ka wo pahar bhi aaega
maslahat-kosh zamāne meñ bhī sach bol sake
ham ne is shahr meñ vo aa.ina ījād kiyā
Ghazal
ki shikayat na koi shikwa-e-bedad kiya
sach hai ki aadmī ko ġharaz aadmī se hai
vaa.iz bayān-e-dilkash-e-hūr-e-jināñ ġhalat
Ghazal
mujh na-tawan pe hashr mein wahm-e-fughan ghalat
nazar jo aa.e vo sach nahīñ hai nazar ko kyuuñ kar nazar bhī aa.e
ki gard chehre se mat haTāo lo toḌ Daalo ye aa.ina phir
Ghazal
ye kya ki pahle qarib hona bana ke chalna hai fasla phir
Prev
22 / 82
1
...
19
20
21
22
23
24
25
...
82
Next
Top
Urdushayar.com