Tags-Saqi

vo ātish aaj bhī terā nasheman phūñk saktī hai
talab sādiq na ho terī to phir kyā shikva-e-sāqī
Ghazal
na ho tughyan-e-mushtaqi to main rahta nahin baqi
le uḌī ghūñghaT ke andar se nigāh-e-mast hosh
aaj saaqī ne pilā.ī hai hameñ chhānī huī
Sher
le uDi ghunghaT ke andar se nigah-e-mast hosh
faiz saaqī ne badal dī sūrat-e-dil aur hī
pahle paimāna thā paimāna se mai-ḳhāna huā
Ghazal
kaun si wo shama thi jis ka main parwana hua
guzrā sharāb piine se le kaun dard-e-sar
saaqī dimāġh kis ko hai ranj-e-ḳhumār kā
Ghazal
zer-e-zamin hun tishna-e-didar-e-yar ka
saaqī hai sarv-o-gul hai mutrib hai aur tarāna
afsos ik yahī hai aise meñ tū nahīñ yaañ
Ghazal
sina hai purze purze ja-e-rafu nahin yan
jamī huī hai nazar aaj tum pe saaqī kī
tumhāre hisse kā gardish meñ jaam hai shāyad
Ghazal
sar-e-waraq pe likha intiqam hai shayad
gird phirne de mujhe saaqī ye merā farz hai
misl-e-sāġhar daur meñ huuñ bāda-e-sar-josh huuñ
Ghazal
baada-e-KHum-e-KHana-e-tauhid ka mai-nosh hun
tark-e-mai kī huī talāfī yuuñ
naam saaqī kā sub.h o shaam liyā
Ghazal
zabt-e-nala se aaj kaam liya
pā-e-sāqī pe tauba loT ga.ī
haath meñ is adā se jaam liyā
Ghazal
zabt-e-nala se aaj kaam liya
piitā huuñ jitnī utnī hī baḌhtī hai tishnagī
saaqī ne jaise pyaas milā dī sharāb meñ
Sher
pita hun jitni utni hi baDhti hai tishnagi
bajā.e mai diyā paanī kā ik gilās mujhe
samajh liyā mire saaqī ne bad-havās mujhe
Sher
bajae mai diya pani ka ek gilas mujhe
kuchh na pūchh ai hamdam in dinoñ mirā aalam
mutrib-e-hasīñ apnā sāqi-e-javāñ apnā
Ghazal
sazgar hai hamdam in dinon jahan apna
kamī to mai kī nahīñ thī magar mirā saaqī
kisī ko jaam diyā aur kisī ko bhuul gayā
Ghazal
hama-shuma ko nahin dost hi ko bhul gaya
saaqī kī har nigāh pe bal khā ke pī gayā
lahroñ se kheltā huā lahrā ke pī gayā
Nazm
shikast-e-tauba
kah do saaqī se ki pyāsā na nikāle mujh ko
umr-bhar ro.eñge miTTī ke piyāle mujh ko
Sher
kah do saqi se ki pyasa na nikale mujhko
zarf-e-mai-kash pe nazar chāhiye saaqī tujh ko
ek do jaam ġhanīmat sahī kaafī to nahīñ
Ghazal
mujrim-e-ishq talabgar-e-muafi to nahin
savāl-e-mai na karūñ sāqi-e-farañg se maiñ
ki ye tarīqa-e-rindān-e-pāk-bāz nahīñ
Ghazal
KHudi ki shoKHi o tundi mein kibr-o-naz nahin
sub.h haiñ sajde meñ ham to shaam saaqī ke huzūr
bandagī apnī jagah aur mai-kashī apnī jagah
Sher
subh hain sajde mein hum to sham saqi ke huzur
piyūñ najāt samajh ke jo ishq-e-sāqī hai
darūd paḌh ke tapā.ūñ pa.e savāb sharāb
Ghazal
baghair yar gawara nahin kabab sharab

Top Urdushayar.com