Tags-Sher

koī samjhe yā na samjhe inheñ paḌhne vaalā
sher kah kar ye kaThin ḳhud pe hī maa.il huā maiñ
Ghazal
dard is darja mile zabt mein kaamil hua main
ma.anī-e-raushan jo hoñ to sau se behtar ek sher
matla-e-ḳhurshīd kaafī hai pa.e-dīvān-e-sub.h
Sher
mani-e-raushan jo hon to sau se behtar ek sher
mutafā.ilun mutafā.ilun mutafā.ilun mutafā.ilun
ise vazn kahte haiñ sher kā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
Ghazal
wahi karwan wahi qafila tumhein yaad ho ki na yaad ho
ik ġhazal aur ho ga.ī ham se
sher koī nahīñ huā afsos
Ghazal
ab kisi ko nahin mera afsos
shikār-e-sher-shor-añgez un ke haath aa jaa.e
isī zid meñ harīfoñ se ġhazal-rānī huī hogī
Ghazal
andheron se agar aaina-samani hui hogi
apnī andāz ke kah sher na kah ye tū 'nizām'
ki chunāñ baiTh gayā aur chunīñ baiTh ga.ī
Sher
apni andaz ke kah sher na kah ye tu nizam
samjhe andāz sher ko mere
'mīr' kā sā agar kamāl rakhe
Ghazal
jab se us bewafa ne baal rakhe
ik umr fasāne ġham-e-jānāñ ke gaḌhe haiñ
taare ufuq-e-sher pe kyā kyā na jaḌe haiñ
Ghazal
ek umr fasane gham-e-jaanan ke gaDhe hain
sher-goī ko aap kī 'tābāñ'
hogā hāsil samar kabhī na kabhī
Ghazal
honge wo jalwa-gar kabhi na kabhi
merā har sher hai ik rāz-e-haqīqat 'beḳhud'
maiñ huuñ urdu kā 'nazīrī' mujhe tū kyā samjhā
Sher
mera har sher hai ek raaz-e-haqiqat beKHud
ek misra.a hai zindagī merī
aap chāheñ to sher ho jaa.e
Sher
ek misra hai zindagi meri
sher ke jādūgar sañgīt ke sāhir
misroñ aur dhunoñ ke ḳhālī sīpoñ ke kashkol uThā.e
Nazm
aawaz ke moti
allāh-rī nazākat-e-jānāñ ki sher meñ
mazmūñ bañdhā kamar kā to dard-e-kamar huā
Sher
allah-ri nazakat-e-jaanan ki sher mein
tārīf batā.ūñ sher kī kyā kyā hai
naġhmoñ kī sadāqat is se ḳhud paidā hai
Rubaai
tarif bataun sher ki kya kya hai
is ahd-e-nau ko lahja-e-mardāna chāhiye
jis ne bhī mere sher paḌhe mard ho gayā
Ghazal
aalam-e-rozgar ka munh zard ho gaya
sher kahne ko to ham ne bhī kahe haiñ 'nūrī'
ye jo ḳhāmosh sā baiThā hai suḳhnavar hai yahī
Ghazal
karb hai karb ki aawaz barabar hai yahi
sher likkhūñ bhī aur logoñ meñ
shā.erī apnī mushtahar bhī karūñ
Ghazal
ek to kawish-e-jigar bhi karun
mirī pahchān hai sher-o-suḳhan se
maiñ apnī qadr-o-qīmat jāntā huuñ
Ghazal
main duniya ki haqiqat jaanta hun
'nūh' ham is bahr meñ kuchh aur likhte chand sher
kyā mazāmīñ ko ho gunjā.ish zamīñ itnī nahīñ
Ghazal
kuchh dinon qaem rahe ai mah-jabin itni nahin
sher kahne kā salīqa kuchh nahīñ hai 'imtiyāz'
hai magar itnā ki ye rakhtā hai Tuk ġham kā tarāsh
Ghazal
dasht-e-wahshat mein hamara ab hua hai bud-o-bash

Top Urdushayar.com