English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Subah
Tags-Subah
ahd-e-javānī ro ro kaaTā piirī meñ liiñ āñkheñ muuñd
yaanī raat bahut the jaage sub.h huī ārām kiyā
Sher
ahd-e-jawani ro ro kaTa piri mein lin aankhen mund
ummīd-e-sub.h-e-nau har shām-e-ġham meñ
thakan saarī miTā detī hai ab bhī
Ghazal
KHudi mera pata deti hai ab bhi
pahuñch pahuñch kar falak par aaheñ kareñ na anjum meñ kyuuñ izāfa
ki shaam se sub.h tak shab-e-ġham sharar-fishānī hai aur ham haiñ
Ghazal
KHayal mein ek na ek maze ki nai kahani hai aur hum hain
ab bhī suura ki baj rahā hai gajar
are bad-zāt sub.h hotī hai
Ghazal
kaT gai raat subh hoti hai
bātoñ hī meñ guzar ga.ī shab-e-vasl
ab kahāñ raat sub.h hotī hai
Ghazal
kaT gai raat subh hoti hai
kaT ga.ī raat sub.h hotī hai
sun mirī baat sub.h hotī hai
Ghazal
kaT gai raat subh hoti hai
ab kahāñ hai shab-e-shabāb ai 'mehr'
jaago haihāt sub.h hotī hai
Ghazal
kaT gai raat subh hoti hai
raat jab jā chukī to kahte ho
ab kahāñ ghaat sub.h hotī hai
Ghazal
kaT gai raat subh hoti hai
in sā.atoñ ko sub.h kaheñ bhī to kis tarah
sūraj ugā huā thā añdherā chhaTā na thā
Ghazal
kal raat mere sath ajab hadisa hua
bas ek bosa-e-sub.h aur ek bosa-e-shām!
faqīr-e-bosa huuñ aur iltijā-e-bosa hai
Ghazal
har ek chiz mayassar siwae bosa hai
usī ne har shab kī sub.h kī hai har ik diye kī vo raushnī hai
kabhī mujassam bhī ho ke kah de ki dekh terā hī ḳhvāb maiñ huuñ
Ghazal
kanar-e-dariya junun-e-tufan har ek gauhar ki aab main hun
Dūbte taare numūd-e-sub.h se sahme hue
malgajī dhundlāhaToñ meñ jhilmilā kar kho ga.e
Nazm
targhib
baḳht-e-ḳhvābīda gayā zulmat-e-shab ke hamrāh
sub.h kā nuur liye daulat-e-bedār aayā
Ghazal
subh baalin pe ye kahta hua gham-KHwar aaya
sub.h bālīñ pe ye kahtā huā ġham-ḳhvār aayā
uTh ki fariyād-ras-e-āshiq-e-bīmār aayā
Ghazal
subh baalin pe ye kahta hua gham-KHwar aaya
ḳhayāl-e-māh-rū meñ tā-dam-e-sub.h
na aayā raat mujh ko ek dam ḳhvāb
Ghazal
na itna chahiye ai pur-shikam KHwab
bharā hai ne.amat-e-alvāñ se gul kā ḳhvān go 'hasrat'
kare har sub.h uTh kar ḳhūn-e-dil se nāshtā bulbul
Ghazal
phiri si dekhta hun is chaman ki kuchh hawa bulbul
nafrat huī do-rañgī-e-lail-o-nahār se
maiñ sub.h-o-shām us ko lab-e-bām le gayā
Ghazal
taswir-e-zulf-o-ariz-e-gulfam le gaya
rañg-e-shikasta sub.h-e-bahār-e-nazāra hai
ye vaqt hai shaguftan-e-gul-hā-e-nāz kā
Ghazal
mahram nahin hai tu hi nawa-ha-e-raaz ka
jugnū jale bujhe mirī palkoñ pe sub.h tak
jab bhī tirā ḳhayāl sar-e-shām aa gayā
Ghazal
gham is ka kuchh nahin hai ki main kaam aa gaya
shaam tak un kā nishāñ bhī na rahā
sub.h jo mahv-e-tag-o-tāz hue
Ghazal
tere hathon jo sar-afraaz hue
Prev
8 / 172
1
...
5
6
7
8
9
10
11
...
172
Next
Top
Urdushayar.com