English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Aadmi
Tags-Aadmi
phir aadmī havas se bhī aage nikal gayā
phir aadmī ke kaam na aayā gunāh tak
Sher
phir aadmi hawas se bhi aage nikal gaya
kaun kitnā aadmī hai ye batā
aah meñ āhañg kā iz.hār kar
Ghazal
phul ka ya sang ka izhaar kar
shikanje meñ rahtā hai dil aadmī kā
ḳhudā band rakkhe na hājat kisī kī
Ghazal
dukhati hai dil phir mohabbat kisi ki
har aadmī ke qad se us kī qabā baḌī hai
sūraj pahan ke nikle dhuñdle charāġh yaaro
Sher
har aadmi ke qad se uski qaba baDi hai
rocket uḌā rahā hai so hai vo bhī aadmī
motor chalā rahā hai so hai vo bhī aadmī
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
cigarette kā jo uḌaa.e dhuāñ vo bhī aadmī
piitā hai heroine jo yahāñ vo bhī aadmī
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
T.V pe aadmī hameñ naġhme sunā.e hai
Disko kare hai aadmī aur thartharā.e hai
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
tasḳhīr jo ḳhalā kī kare vo bhī aadmī
uḌ jaa.e chāñd se bhī pare vo bhī aadmī
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
public se jis ne vote liyā vo bhī aadmī
rishvat kā jis ne note liyā vo bhī aadmī
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
apne jismoñ ko bhī shāyad kho chukā hai aadmī
rāstoñ meñ phir rahe haiñ pairahan bikhre hue
Ghazal
tez-rau pani ki tikhi dhaar par bahte hue
vaqt rahtā nahīñ kahīñ Tik kar
aadat is kī bhī aadmī sī hai
Sher
waqt rahta nahin kahin Tik kar
shaam us aadmī kī yaad aa.ī jo ek umr ba.ad
jāniye kis azaab meñ kar ga.ī mubtalā mujhe
Ghazal
aur na dar-ba-dar phira aur na aazma mujhe
apnī bantī hī nahīñ hai 'shāh' se
aadmī ye shaḳhs achchhā hai to ho
Ghazal
na-guzir-e-rishtagi sa hai to ho
chehra-e-ehsās par hai tāzgī
aadmī honā purānā hai to ho
Ghazal
na-guzir-e-rishtagi sa hai to ho
aadmī ko vaqār mil jaa.e
gar jabīñ ko ġhubār mil jaa.e
Ghazal
aadmi ko waqar mil jae
aa.ina hai magar na jaane kyuuñ
aadmī aadmī sā lagtā hai
Ghazal
sab mujhe aarzi sa lagta hai
kyā tum se kaheñ jahāñ ko kaisā paayā
ġhaflat hī meñ aadmī ko Duubā paayā
Rubaai
kya tum se kahen jahan ko kaisa paya
na ho marzī ḳhudā kī to kisī se kuchh nahīñ hotā
jo chāhe aadmī to aadmī se kuchh nahīñ hotā
Ghazal
na ho marzi KHuda ki to kisi se kuchh nahin hota
haivān-sifat huā hai āḳhir
dikhlāyā kamāl aadmī ne
Ghazal
dhundla diya zist ka tasawwur
varna ilm nāmoñ kā uTh na jaa.e dhartī se
aadmī phale-phūle aao ye duā māñgeñ
Ghazal
jism ke bayaban mein dard ki dua mangen
Prev
32 / 81
1
...
29
30
31
32
33
34
35
...
81
Next
Top
Urdushayar.com