Delhi, India
waqt-e-namaz hai un ka qamat-e-gah-e-KHadang-o-gah-e-kaman
sab pe raushan hai ki rah-e-ishq mein manind-e-shama
chaman mein dekhte hi paD gai kuchh os ghunchon par
aamad-o-shud kuche mein hum uske kyun na karen manind-e-nafas
na hath rakh mere sine pe dil nahin isMein
isi mazmun se malum uski sard-mehri hai
gharaz na furqat mein kufr se thi na kaam islam se raha tha
ai Khaal-e-ruKH-e-yar tujhe Thik banata
hawa par hai ye buniyaad-e-musafir KHana-e-hasti
hum dikhaenge tamasha tujhko phir sarw-e-chaman
ye nigal jaegi ek din teri chauDai charKH
mere nale ke na kyun ho charKH-e-aKHzar zer-e-pa
mushkil hai rok aah-e-dil-e-daghdar ki
ja-ba-ja dasht mein KHeme hain bagule ke khaDe
le gaya de ek bosa aql o din o dil wo shoKH