Delhi, India
lagai kis but-e-mai-nosh ne hai tak us par
bana kar man ko manka aur rag-e-tan ke tain rishta
abr-e-naisan ki bhi jhaD jaegi pal mein sheKHi
hum wo falak hain ahl-e-tawakkul ki misl-e-mah
aata hai to aa wada-faramosh wagarna
tere hi nam ki simran hai mujhko aur tasbih
laga na dil ko tu apne kisi se dekh nasir
tu to ek parcha bhi wan se nama-bar laya na aah
bajae aab mai-e-nargisi pila mujhko
hum hain aur majnun azal se KHana-parward-e-junun
gardish-e-charKH nahin kam bhi hanDole se ki mahr
ye abr hai ya fil-e-siyah-mast hai saqi
chaman mein ghuncha munh khole hai jab kuchh dil ki kahne ko
mulla ki dauD jaise hai masjid talak nasir
main uski chashm ka bimar-e-na-tawan hun tabib