Delhi, India
pistan ko tere dekh ke miT jae phir hubab
ki hai ustad-e-azal ne ye rubai mauzun
burqa ko ulaT mujhse jo karta hai wo baaten
tere KHayal-e-naf se chakkar mein kiya hai dil
bosa-e-Khaal-e-lab-e-jaanan ki kaifiyyat na puchh
ho guftugu hamari aur ab uski kyunki aah
wasl ki raat ham-nashin kyunki kaTi na puchh kuchh
ishq hi donon taraf jalwa-e-dildar hua
ruwaq-e-chashm mein mat rah ki hai makan-e-nuzul
nasir us zulf ki ye kaj-adai koi jati hai
tar-e-mizhgan pe rawan yun hai mera tifl-e-sarishk
ghazal is bahr mein kya tumne likhi hai ye nasir
puchhne walon ko kya kahiye ki dhoke mein nahin
aa ke salasil ai junun kyun na qadam le baad-e-qais
na kyun ki ashk-e-musalsal ho rahnuma dil ka