Delhi, India
de mujhko bhi is daur mein saqi sipar-e-jam
sarzamin zulf ki jagir mein thi is dil ki
tar-e-nafas ulajh gaya mere gulu mein aa ke jab
sayyaad ke jigar mein kare tha sinan ka kaam
jun mauj hath mariye kya bahr-e-ishq mein
dila uski kakul se rakh jama KHatir
basan-e-aina humne to chashm wa kar li
ki hai ustad-e-azal ne ye rubai mauzun
nasir ab hum ko kya hai qissa-e-kaunain se matlab
shauq-e-kushtan hai use zauq-e-shahadat hai mujhe
dair-o-kaba mein tafawut KHalq ke nazdik hai
dekhoge ki main kaisa phir shor machata hun
reKHta ke qasr ki buniyaad uThai ai nasir
ek aabla tha so bhi gaya Khaar-e-gham se phaT
kabe se gharaz usko na but-KHane se matlab