Tags-Khuda

apnī pursish jo ho arbāb-e-vafā se pahle
māñgiye daulat-e-dīdār ḳhudā se pahle
Ghazal
apni pursish jo ho arbab-e-wafa se pahle
nā-ḳhudā kā kaam bhī mauj-e-talātum ne kiyā
Dūbne vaale had-e-sāhil-rasī meñ aa ga.e
Ghazal
ishq ifsha ho gaya hum raushni mein aa gae
muskurātā hai jo is aalam meñ
ba-ḳhudā mujh ko ḳhudā lagtā hai
Ghazal
sans lena bhi saza lagta hai
ḳhudī kī ḳhalvatoñ meñ gum rahā maiñ
ḳhudā ke sāmne goyā na thā maiñ!
Rubaai
KHudi ki KHalwaton mein gum raha main
ḳhudā ab jaane kyā anjām ho is sajda-rezī kā
ghisā jaatā hai terā sañg-e-dar āhista āhista
Ghazal
mohabbat dil pe karti hai asar aahista aahista
Dubo ke saare safīne qarīb sāhil ke
hai un ko phir bhī ye daavā ki nā-ḳhudā ham haiñ
Sher
Dubo ke sare safine qarib sahil ke
jānte bhī haiñ ki hai zulm kī bālā-dastī
ye bhī kahte haiñ ki bandoñ kā ḳhudā hotā hai
Ghazal
saya-e-zulm sar-e-KHalq-e-KHuda hota hai
sāya-e-zulm sar-e-ḳhalq-e-ḳhudā hotā hai
jab bhī parcham shab-e-yaldā kā khulā hotā hai
Ghazal
saya-e-zulm sar-e-KHalq-e-KHuda hota hai
kaun kahtā 'rasā' ḳhudā-lagtī
aise kāfir gumān ke aage
Ghazal
tir jaise kaman ke aage
maiñ māntā hī nahīñ vā.izoñ kā ye maslak
ki is tarah hī mire din ḳhudā ne likkhe the
Ghazal
gulon se wasl ke paiman hawa ne likkhe the
raat maqtal meñ ḳhudā jaane vo kis kā qatl thā
jo tabarruk ban ke saare qātiloñ meñ baT gayā
Ghazal
shahkar-e-husn-e-fitrat sazishon mein baT gaya
ḳhudā se use maañg kar dekhte haiñ
phir apnī duā kā asar dekhte haiñ
Ghazal
KHuda se use mang kar dekhte hain
karb kī aag lagā lo dil se
kal ḳhudā jaane kidhar jā.egī
Ghazal
raat aai hai guzar jaegi
koī aisī jagah hī dikhlāo
jis jagah par ḳhudā nahīñ hotā
Ghazal
kar bura to bhala nahin hota
insān ye samjheñ ki yahāñ dafn ḳhudā hai
maiñ aise mazāroñ kī ziyārat nahīñ kartā
Ghazal
wo shaKHs ki main jis se mohabbat nahin karta
sar-e-mahshar yahī pūchhūñgā ḳhudā se pahle
tū ne rokā bhī thā mujrim ko ḳhatā se pahle
Ghazal
sar-e-mahshar yahi puchhunga KHuda se pahle
ḳhudī kī daulat-e-uzmā ḳhudā ne mujh ko baḳhshī hai
qalandar huuñ maiñ shāhoñ kī gadā.ī kar nahīñ saktā
Sher
KHudi ki daulat-e-uzma KHuda ne mujhko baKHshi hai
hamārā dīn-o-maz.hab ai sajan terī itā.at hai
ḳhudā kā kyuuñ na ho bandā ki jin tujh kuuñ sañvārā hai
Ghazal
nigah teri ka ek zaKHmi na tanha dil hamara hai
hashr meñ ai ḳhudā na le mujh se hisāb-e-ḳhair-o-shar
maiñ ne to sab bhulā diyā raat kā ḳhvāb jaan ke
Ghazal
mujhko muaf kijiye rind-e-KHarab jaan ke
'bedam' namāz-e-ishq yahī hai ḳhudā-gavāh
har dam tasavvur-e-ruḳh-e-jānāna chāhiye
Ghazal
kabe ka shauq hai na sanam-KHana chahiye

Top Urdushayar.com