English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Khwab
Tags-Khwab
patthar na banā de mujhe mausam kī ye saḳhtī
mar jaa.eñ mire ḳhvāb na ta.abīr ke Dar se
Sher
patthar na bana de mujhe mausam ki ye saKHti
kal raat mere ḳhvāb meñ chūme the us ne lab
shāyad ye us ke lams kā mujh par nikhār hai
Ghazal
mujhko qadam qadam pe tera intizar hai
vo ḳhvāb jo barsoñ se na chehra na badan hai
vo ḳhvāb havāoñ meñ bikhar kyuuñ nahīñ jaatā
Ghazal
be-nam sa ye dard Thahar kyun nahin jata
ik ḳhvāb-numā tamsīl kā dhundlā aks hai ā.īna-ḳhāne meñ
vo husn dikhā.ī nahīñ detā aur phir bhī nigāh nahīñ haTtī
Ghazal
kabhi mausam sath nahin dete kabhi bel munDer nahin chaDhti
ḳhvāb chuntī huī āñkheñ haiñ parindoñ kī tarah
aur ye jism ki jaise koī be-barg shajar
Nazm
kis tarah raat ki dahliz koi par kare
haiñ is shikast meñ ḳhalq-e-jadīd ke asrār
haqīqat aaj bhī ham-rāh-e-ḳhvāb TūTtī hai
Ghazal
yunhi fareb-e-nazar ki tanab TuTti hai
rañj likkhā hai nasīboñ meñ mire rāhat se
ḳhvāb meñ bhī havas-e-yār liye phirtī hai
Ghazal
hasrat-e-jalwa-e-didar liye phirti hai
ham logoñ ko ḳhvāb dikhā kar manzil kā
raste ke āġhāz meñ rakkhā jaatā hai
Ghazal
lahje aur aawaz mein rakkha jata hai
āḳhir-e-shab jo ḳhvāb dikhā.ī dete hoñ
'az.har' un ko raaz meñ rakkhā jaatā hai
Ghazal
lahje aur aawaz mein rakkha jata hai
jo tabassum chhīn lete haiñ shab-e-mahtāb se
jin kī barnā.ī jagātī hai diloñ ko ḳhvāb se
Nazm
naqqad
ajab sā ik ḳhvāb dekh kar aañkh khul ga.ī hai
ham apne marne pe ro.e lekin mare nahīñ the
Ghazal
wahi the jo apni justuju mein khare nahin the
ba-rañg-e-ḳhvāb sahī saarī kā.enāt 'akbar'
vajūd-e-kul ko na andesha-e-gumān meñ lā
Ghazal
ghuTan azab-e-badan ki na meri jaan mein la
din ta.abīr mirī chaukhaT par lā kar rakh degā
raat ne terā ḳhvāb bunā hai āñkhoñ ke us paar
Ghazal
mujhko to kuchh aur dikha hai aankhon ke us par
bas ik ḳhvāb kī mayyat hai aur mātam-dārī hai
ham ne jā kar dekh liyā hai āñkhoñ ke us paar
Ghazal
mujhko to kuchh aur dikha hai aankhon ke us par
patthar ho kar rah jā.eñgī āñkheñ muuñd 'rabāb'
ab bhī us kā ḳhvāb paḌā hai āñkhoñ ke us paar
Ghazal
mujhko to kuchh aur dikha hai aankhon ke us par
aao ye afvāh uḌā.eñ
ham ne ḳhvāb meñ dekhā dariyā
Ghazal
KHushk dararon wala dariya
ab bhī rāteñ mirī mahaktī haiñ
ek din ḳhvāb meñ vo aatā thā
Qita
ab bhi raaten meri mahakti hain
us kī ta.abīr bhalā kaun karegā 'sādiq'
jāgtī āñkhoñ ne jo ḳhvāb sajā rakkhā hai
Ghazal
kab se mauhum umidon ka sila rakkha hai
yuuñ jāgte rahnā hai to āñkhoñ meñ hamārī
jo ḳhvāb chhupe haiñ nazar aane ke nahīñ haiñ
Ghazal
phir lauT ke is bazm mein aane ke nahin hain
maiñ ne jab ḳhvāb nahīñ dekhā thā
tujh ko betāb nahīñ dekhā thā
Ghazal
maine jab KHwab nahin dekha tha
Prev
102 / 354
1
...
99
100
101
102
103
104
105
...
354
Next
Top
Urdushayar.com