Tags-Khwab

dil ne ġham-e-be-hisāb kyā kyā dekhā
āñkhoñ se jahāñ meñ ḳhvāb kyā kyā dekhā
Rubaai
dil ne gham-e-be-hisab kya kya dekha
ham kis ko dikhāte shab-e-furqat kī udāsī
sab ḳhvāb meñ the raat ko bedār hamīñ the
Sher
hum kis ko dikhate shab-e-furqat ki udasi
chhupā chhupā ke jo rātoñ ne ḳhvāb rakkhe the
vo saare din ke ujāloñ ke haath maare ga.e
Ghazal
yun chaar din ki bahaaron ke qarz utare gae
kyā āshiqī meñ hausla-e-marg-o-zindagī
ḳhvāb o ḳhayāl marhala-e-hast-o-būd thā
Ghazal
kahne ko sab fasana-e-ghaib-o-shuhud tha
dekhte ham bhī haiñ kuchh ḳhvāb magar haa.e re dil
har na.e ḳhvāb kī ta.abīr se Dar jaatā hai
Sher
dekhte hum bhi hain kuchh KHwab magar hae re dil
kyā huā Duub kyuuñ gayā āḳhir
ḳhvāb to sāhiloñ pe utrā thā
Ghazal
dil bhi jaise hamara kamra tha
ḳhvāb-e-āzādī insāñ kī ye ta.abīr nahīñ
ye vatan terī mirī nasl kī jāgīr nahīñ
Nazm
wirsa

Top Urdushayar.com