Tags-Pani

rukī huī hai zamīn paanī ke mintaqe par
Thahar gayā hai nigāh-e-betāb par sitāra
Ghazal
charagh ki oT mein hai mehrab par sitara
agar dariyā meñ tum dast-e-hinā.ī apne dho lete
to ab tak ho gayā hotā kabhī kā suraḳh-rū paanī
Ghazal
rawan rahta hai kis ki mauj mein din raat tu pani
vahī mere liye saaqī mai-e-gulfām ban jaa.e
jo apne dast-e-nāzuk se pilā de mujh ko tū paanī
Ghazal
rawan rahta hai kis ki mauj mein din raat tu pani
ravāñ rahtā hai kis kī mauj meñ din raat tū paanī
tujhe kis gauhar-e-nāyāb kī hai justujū paanī
Ghazal
rawan rahta hai kis ki mauj mein din raat tu pani
bahut āsān hai muztar zalīl-o-ḳhvār ho jaanā
jo mushkil hai to chashm-e-ḳhalq meñ kuchh aabrū paanī
Ghazal
rawan rahta hai kis ki mauj mein din raat tu pani
kiyā karte the baḌh baḌh kar bahut bāteñ safā.ī kī
mire ashkoñ ne kar dī motiyoñ kī aabrū paanī
Ghazal
rawan rahta hai kis ki mauj mein din raat tu pani
mujhe raas aa na pā.eñge ye paanī aur miTTī
ki maiñ ik aur miTTī se huuñ aur murjhā gayā huuñ
Ghazal
barun-e-dar nikalte hi bahut ghabra gaya hun
kis tarah be-mauj aur ḳhālī ravānī se huā
be-ḳhabar dariyā kahāñ par apne paanī se huā
Sher
kis tarah be-mauj aur Khaali rawani se hua
tū agar abr hai maiñ abr meñ paanī kī tarah
maiñ tire saath huuñ lafzoñ meñ ma.ānī kī tarah
Sher
tu agar abr hai main abr mein pani ki tarah
vaqt be-vaqt hī nikal aa.e
hai ajab aañkh kā ye paanī bhī
Ghazal
bol deti hai be-zabani bhi
de jis ko sharāb-e-nāb paanī kā mazā
kyā ḳhaak hai is ko zindagānī kā mazā
Rubaai
de jis ko sharab-e-nab pani ka maza
allāh-re bhulāpā muñh dho ke ḳhud vo bole
sūñgho to ho gayā ye paanī gulāb kyūñkar
Sher
allah-re bhulapa munh dho ke KHud wo bole
chāñd ke partav se juuñ paanī meñ ho jalve kā hashr
tere muñh ke aks ne Daalī hai paimāne meñ dhuum
Ghazal
paD gai dil mein tere tashrif farmane mein dhum
na sameTā gayā na kaam aayā
maiñ bhī huuñ jaise ret par paanī
Ghazal
jaane ab kho gaya kidhar pani
tab ġhazal kī galī pahuñchtā hai
aañkh se bah ke raat bhar paanī
Ghazal
jaane ab kho gaya kidhar pani
aane vaale haiñ kuchh hasīñ manzar
tū abhī aañkh meñ na bhar paanī
Ghazal
jaane ab kho gaya kidhar pani
maaro patthar bhī to nahīñ hiltā
jam chukā hai ab is qadar paanī
Ghazal
jaane ab kho gaya kidhar pani
jaane ab kho gayā kidhar paanī
thā kabhī aañkh kā guhar paanī
Ghazal
jaane ab kho gaya kidhar pani

Top Urdushayar.com