English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Rang
Tags-Rang
badan ke rañg ruḳhsat ho rahe haiñ
magar sāñseñ nibhānā chāhtī haiñ
Ghazal
tamannaen Thikana chahti hain
chamakte mausam kā rañg phailā thā jis se āñkheñ dhanak huī thiiñ
aur ab basārat kī narm miTTī meñ thuur kāñTe uge hue haiñ
Ghazal
firaq-mausam ke aasman mein ujaD tare juDe hue hain
shigāf-e-sīna se az-bas-ki dūd-e-dil nikaltā hai
siyah ab jā-ba-jā se rañg hai apne garebāñ kā
Ghazal
tujhe kuchh yaad hai pahla wo aalam ishq-e-pinhan ka
phuul ḳhushbū rañg titlī isti.āre haiñ magar
mujh ko ye sab naam de kar mo'atabar us ne kiyā
Ghazal
thi kahan jurat kisi mein han magar usne kiya
titliyoñ kā rañg ho yā jhūmte bādal kā rañg
ham ne har ik rañg ko jaanā tire āñchal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
ab to shabnam kā har ik motī hai kañkar kī tarah
haañ usī gulshan pe chhāyā thā kabhī maḳhmal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
aah ye rañgīn mausam ḳhuun kī barsāt kā
chhā rahā hai aql par jazbāt kī halchal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
pheñknā tum soch kar lafzoñ kā ye kaḌvā gulāl
phail jaatā hai kabhī sadiyoñ pe bhī ik pal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
dhaḌkanoñ ke taal par vo haal apne dil kā hai
jaise gorī ke thirakte paañv meñ paa.el kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
chaar jānib jis kī ra.anā.ī ke charche haiñ 'qatīl'
jaane kab dekheñge ham us aane vaalī kal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
terī āñkhoñ kī chamak hai yā sitāroñ kī ziyā
raat kā hai ghup añdherā yā tire kājal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
phir rahe haiñ log hāthoñ meñ liye ḳhanjar khule
kūche kūche meñ ab aatā hai nazar maqtal kā rañg
Ghazal
titliyon ka rang ho ya jhumte baadal ka rang
duniyā ke kachche rañgoñ kā ronā royā
phir duniyā par apnā rañg jamāyā ham ne
Ghazal
ek din KHud ko apne pas biThaya humne
ulTī sīdhī tahrīroñ ke
rañg dikhā kar bahkāte haiñ
Nazm
mere gham-KHwar
jab tak koī aa.e na lab-e-bām nikhar kar
rañg-e-shafaq-e-shām nikhartā hī nahīñ hai
Ghazal
wada kabhi sachcha koi karta hi nahin hai
rañg-e-ulfat kī baqā ke vāste mere ḳhudā
āshiqī qaa.em rahe aur dilbarī qaa.em rahe
Ghazal
gham nahin hai chahe jitni tirgi qaem rahe
ba-zāhir rañg ḳhushbū raushnī yak-jān hote haiñ
magar ye shahr andar se bahut vīrān hote haiñ
Ghazal
ba-zahir rang KHushbu raushni yak-jaan hote hain
ba-hazār koshish-o-justujū mirā zaḳhm-e-dil na huā rafū
lage laakh marham-e-rañg-o-bū na bharā gayā na siyā gayā
Ghazal
kabhi bhule-bisre jo main kahin kisi mai-kade mein chala gaya
us ek rañg kī thī justujū zamāne ko
vo ek rañg jo mujh pe khulā ziyāda hai
Ghazal
mere suKHan mein tabhi falsafa ziyaada hai
rañg be-rañg hoñ ḳhushbū kā bharosa jaa.e
merī āñkhoñ se jo duniyā tujhe dekhā jaa.e
Ghazal
rang be-rang hon KHushbu ka bharosa jae
Prev
149 / 320
1
...
146
147
148
149
150
151
152
...
320
Next
Top
Urdushayar.com