Tags-Wafa

har ek saañs juḌī hai tirī razā ke saath
to kyā yahī hai mukammal vafā mire darvesh
Ghazal
koi wazifa mujhe bhi bata mere darwesh
mahfil meñ agar zikr ho arbāb-e-vafā kā
aisā nahīñ 'rāhat' ki tirā naam na hogā
Ghazal
jab koi bhi KHaqan sar-e-baam na hoga
huā un ko kab e'timād-e-vafā
jatāte rahe ham mohabbat abas
Ghazal
shab-e-wasl hai bahs hujjat abas
ḳhushiyāñ thiiñ bevafā na rahīñ zindagī ke saath
ġham bā-vafā the chalte rahe aadmī ke saath
Ghazal
KHushiyan thin bewafa na rahin zindagi ke sath
miTte miTte miT ga.ī jān-e-vafā kī aarzū
aate aate be-qarārī ko qarār aa hī gayā
Ghazal
wo sitam-parwar ba-chashm ashk-bar aa hi gaya
ye unhīñ kā nuur hai jis meñ ham chale hausle se qadam qadam
jo sarishk ġham ke bahā liye jo diye vafā ke sañjo liye
Ghazal
mila ek guna sukun hamein jo tumhaare hijr mein ro liye
is daur meñ ki jis meñ hai jins-e-vafā kā qaht
ham se vafā-shi.ār jo baaqī haiñ kam nahīñ
Ghazal
nakaam meri koshish-e-zabt-e-alam nahin
baat bhī jis se ab nahīñ mumkin
aao us be-vafā kī baat kareñ
Qita
baat bhi jis se ab nahin mumkin
bevafā.ī kā zamāna hai magar aap 'hafīz'
naġhma-e-mehr-o-vafā sab ko sunāte rahiye
Ghazal
dil ki aawaz mein aawaz milate rahiye
pattī pattī se huā rañg-e-vafā kā iz.hār
naujavānān-e-chaman ban ga.e tasvīr-e-bahār
Nazm
dard-e-dil
qaum ke dard se huuñ soz-e-vafā kī tasvīr
merī rag rag se hai paidā tap-e-ġham kī tāsīr
Nazm
dard-e-dil
kis ko ma.alūm thī is gulshan-e-aḳhlāq kī raah
maiñ ne phūloñ ko kiyā rañg-e-vafā se āgāh
Nazm
dard-e-dil
jitne bhī dil-rīsh haiñ us ke sab ko naame bhej bulā
us be-mehr vafā dushman kī yādoñ kā darbār kareñ
Ghazal
arsh ke tare toD ke laen kawish log hazar karen
jo chal sako to chalo ki rāh-e-vafā bahut muḳhtasar huī hai
maqām hai ab koī na manzil farāz-e-dār-o-rasan se pahle
Ghazal
sitam ki rasMein bahut thin lekin na thi teri anjuman se pahle
do qadam bhī na chale rāh-e-vafā meñ ham log
hai abhī zauq-e-talab ḳhaam tumheñ kyā ma.alūm
Ghazal
subh-e-nau lati hai har sham tumhein kya malum
jo kafan bāñdh ke chalte haiñ vafā kī rah meñ
zindagī kar chuke nīlām tumheñ kyā ma.alūm
Ghazal
subh-e-nau lati hai har sham tumhein kya malum
hasb-e-mazāq o hasb-e-shauq ek ik adā ḳharīd lī
us ne jafā.eñ mol liiñ maiñ ne vafā ḳharīd lī
Ghazal
nam-e-wafa pe de ke jaan dil ne wafa KHarid li
nām-e-vafā pe de ke jaan dil ne vafā ḳharīd lī
thī bhī ḳharīdne kī chiiz ḳhuub kiyā ḳharīd lī
Ghazal
nam-e-wafa pe de ke jaan dil ne wafa KHarid li
ik din to vafā bhī karte va.ada
guzrī hai umīd-vār har raat
Ghazal
palkon pe the para-e-jigar raat
Dareñge log vafā ke ḳhayāl se 'nazmī'
mirī vafāoñ kā jis din sila milegā mujhe
Sher
Darenge log wafa ke KHayal se nazmi

Top Urdushayar.com