English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Khat
Tags-Khat
shāyad us saada ne rakhā hai ḳhat
ki hameñ muttasil likkhā hai ḳhat
Ghazal
shayad us sada ne rakha hai KHat
kuchh ḳhalal raah meñ huā ai 'mīr'
nāma-bar kab se le gayā hai ḳhat
Ghazal
shayad us sada ne rakha hai KHat
saath ham bhī ga.e haiñ duur talak
jab udhar ke ta.iiñ chalā hai ḳhat
Ghazal
shayad us sada ne rakha hai KHat
naama kab yaar ne paḌhā saarā
na kahā ye bhī āshnā hai ḳhat
Ghazal
shayad us sada ne rakha hai KHat
phir dhanak-rañg tamannāoñ ne gherā mujh ko
phir tire ḳhat mujhe dīvāna banāne aa.e
Ghazal
kitne bhule hue naghmat sunane aae
sunahrī rut ke kisī nīlgūñ tanāzur meñ
ḳhat-e-ufuq pe vo piilā gulāb phir na khilā
Ghazal
KHafa na ho ki tera husn hi kuchh aisa tha
ye ḳhat hai jauhar-e-ā.īna-rāz
ise mushk-e-ḳhutan kahnā bajā hai
Ghazal
kamar us dilruba ki dilruba hai
bas ho chukā bayāñ kasal-o-ranj-e-rāh kā
ḳhat kā mire javāb hai ai nāma-bar kahāñ
Ghazal
hai justuju ki KHub se hai KHub-tar kahan
kaam ye lā javāb karte ho
mere ḳhat kā koī javāb nahīñ
Ghazal
zindagi apni kaamyab nahin
vahī ḳhat ki jis pe jagah jagah do mahakte hoñToñ ke chāñd the
kisī bhūle-bisre se taaq par tah-e-gard hogā dabā huā
Ghazal
koi phul dhup ki pattiyon mein hare ribbon se bandha hua
har harf pe do aañsū Tapak paḌte haiñ ai vaa.e
ḳhat yaar ko likhnā hameñ dushvār huā hai
Ghazal
shaiKH-e-haram us but ka parastar hua hai
ḳhaas andāz se ḳhat likhtā hai vo parda-nashīñ
ham use nudrat-e-paiġhām se pahchānte haiñ
Ghazal
tere suraj ko teri sham se pahchante hain
ḳhat-e-abyaz nazar kā dhokā thā
shab kā anjām to siyāhī rahā
Ghazal
zehn aur dil mein fasla hi raha
gore hāthoñ meñ bane chauḌī ḳhat-e-sāġhar kā aks
tere dast-e-nāz meñ nāzuk sā paimāna rahe
Ghazal
mai rahe mina rahe gardish mein paimana rahe
vo taḌap jaa.e ishāra koī aisā denā
us ko ḳhat likhnā to merā bhī havāla denā
Ghazal
wo taDap jae ishaara koi aisa dena
qatl-e-qāsid pe kamar bāñdhī hai 'shola' us ne
ḳhat kitābat kī mulāqāt hai ye bhī na sahī
Ghazal
dil ki ek harf-o-hikayat hai ye bhi na sahi
maañ ne likhā hai ḳhat meñ jahāñ jaao ḳhush raho
mujh ko bhale na yaad karo ghar na bhūlnā
Ghazal
do pal ke hain ye sab mah o aKHtar na bhulna
us ek ḳhat ne suḳhnavar banā diyā mujh ko
vo ek ḳhat ki jo likkhā nahīñ gayā mujh se
Ghazal
mere KHuda kisi surat use mila mujhse
qismat kī lakīreñ dekh to leñ tahrīr magar ye aam nahīñ
is ḳhat ko bhalā kyoñ kar samjheñ jis ḳhat meñ hamārā naam nahīñ
Ghazal
kya ishq ke uljhe jade hain manzil ka kahin par nam nahin
jab guzartī hai us galī se sabā
ḳhat ke purze talāsh kartī hai
Ghazal
bite rishte talash karti hai
Prev
28 / 66
1
...
25
26
27
28
29
30
31
...
66
Next
Top
Urdushayar.com