English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Raaz
Tags-Raaz
ham be-ḳhudān-e-ġham se ye raaz koī sīkhe
jiinā magar na jiinā marnā magar na marnā
Ghazal
har dam duaen dena har lahza aahen bharna
saaf zāhir hai ki ab raaz nahīñ rah saktā
rāz-dāroñ ne chhupāne kī qasam khaa.ī hai
Ghazal
tumne ji bhar ke satane ki qasam khai hai
husn ke dil meñ jagah paate hī dīvāna bane
ham abhī raaz bane hī the ki afsāna bane
Ghazal
husn ke dil mein jagah pate hi diwana bane
allāh allāh ye larzish-e-mizhgāñ
jhuTpuTe kā hai turfa rāz-o-niyāz
Qita
allah allah ye larzish-e-mizhgan
savāloñ kā tūmār mub.ham zabāñ meñ
magar rāz-e-dil kā na iz.hār karnā
Nazm
main kyun bhul jaun
khul gayā rāz-e-hāl-e-dil jab vo harīm-e-nāz meñ
ham se nazar churā.īye sab se nazar milā ke bhī
Ghazal
haalat-e-dil wahi rahi maqsad-e-dil ko pa ke bhi
'ravish' rāz-e-mohabbat aaj bhī hai rāz-e-lā-yanhal
ġhalat sābit hue saare javāb āhista āhista
Ghazal
sukun hai hamnawa-e-iztirab aahista aahista
pās-e-ādāb-e-mohabbat ki ba-īñ raaz o niyāz
muddatoñ bād-e-sabā se na koī baat huī
Ghazal
zindagi jab se shanasa-e-muhaallat hui
dīvāngī kī ḳhair na māñgeñ to kyā kareñ
dīvāngī hī rāz-e-ināyāt ho ga.ī
Ghazal
kyun ai gham-e-firaq ye kya baat ho gai
ham ko ma.alūm hī na thā ye raaz
maut kā naam zindagī bhī hai
Ghazal
dene wale ye zindagi di hai
hairān hai kyuuñ rāz-e-baqā mujh se pūchh
maiñ zinda-e-jāved huuñ aa mujh se pūchh
Rubaai
hairan hai kyun raaz-e-baqa mujhse puchh
sabab har ek mujh se pūchhtā hai mere rone kā
ilāhī saarī duniyā ko maiñ kyūñkar rāz-dāñ kar luuñ
Sher
sabab har ek mujhse puchhta hai mere rone ka
aa.egī apne lab pe to hogī parā.ī baat
lāzim hai rāz-e-dil kabhī ifshā kiyā na jaa.e
Ghazal
ai dost dard-e-dil ka mudawa kiya na jae
majbūriyoñ ke raaz na khul jaa.eñ ba.ad-e-marg
qātil hamāre qatl kā charchā kiyā na jaa.e
Ghazal
ai dost dard-e-dil ka mudawa kiya na jae
kyūñkar huā hai faash zamāne pe kyā kaheñ
vo rāz-e-dil jo kah na sake rāz-dāñ se ham
Ghazal
izn-e-KHiram lete hue aasman se hum
aadmī bhī aadmī kā rāzdāñ hotā nahīñ
be ḳhabar rahtā hai lekin bad-gumāñ hotā nahīñ
Ghazal
aadmi bhi aadmi ka raazdan hota nahin
rāz-e-kaunain usī pe faash nahīñ
jis ne samjhā ki ho gayā ma.alūm
Ghazal
baad muddat ke ye hua malum
parvāna bhī thā garm-e-tapish par khulā na raaz
bulbul kī tañg-hauslagī thī ki ġhul huā
Ghazal
mahfil mein shor-e-qulqul-e-mina-e-mul hua
raaz apnā jo kah diyā tū ne
dil-e-nādāñ ye kyā kiyā tū ne
Ghazal
raaz apna jo kah diya tu ne
jin kī ta.abīr meñ ik umr gañvā dī ham ne
raaz vo sīna-e-gītī meñ nihāñ dekhe haiñ
Ghazal
humne ek umr mein kya kya na jahan dekhe hain
Prev
52 / 100
1
...
49
50
51
52
53
54
55
...
100
Next
Top
Urdushayar.com