Tags-Yaad

rakh yaad abhī terā sabaq baaqī hai
is baaġh meñ ab bhī tirā haq baaqī hai
Rubaai
rakh yaad abhi tera sabaq baqi hai
besan kī sauñdhī roTī par khaTTī chaTnī jaisī maañ
yaad aatī hai! chaukā bāsan chimTā phuknī jaisī maañ
Ghazal
besan ki saundhi roTi par khaTTi chaTni jaisi man
ek yaad ek chaa.e kā mag aur kuchh raakh
purānī kitāboñ ke chand piile varaq
Nazm
sarapa
haañ yaad aayā is bastī meñ kuchh diye jalā.e the maiñ ne
tum un ko bujhne mat denā bas ye va.ada ik baar karo
Ghazal
ab mujhko ruKHsat hona hai kuchh mera haar-singhaar karo
jab raat ga.e tirī yaad aa.ī sau tarah se jī ko bahlāyā
kabhī apne hī dil se bāteñ kiiñ kabhī terī yaad ko samjhāyā
Ghazal
jab raat gae teri yaad aai sau tarah se ji ko bahlaya
phir aaj tire darvāze par baḌī der ke ba.ad gayā thā magar
ik baat achānak yaad aa.ī maiñ bāhar hī se lauT aayā
Ghazal
jab raat gae teri yaad aai sau tarah se ji ko bahlaya
ġham-e-zamāna se fursat to mil bhī saktī thī
tumhārī yaad se lekin farāġh hī na milā
Ghazal
rah-e-hayat mein koi charagh hi na mila
suhānī raat meñ dilkash nazāre yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
usī andāz se mujh ko sahāre yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
akele maiñ tumhārī yaad se bach kar kahāñ jā.ūñ?
lab-e-ḳhāmosh kī fariyād se bach kar kahāñ jā.ūñ?
Nazm
yaad
kināyoñ ko bhulātā huuñ ishāre yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
tasavvur-āfrīñ vo shāh-pāre yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
mujhe biite hue lamhāt saare yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
tumhāre saath jitne din guzāre yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
ye kyuuñ paiham mujhe paimāñ tumhāre yaad aate haiñ
nahīñ ho tum magar vo chāñd taare yaad aate haiñ
Nazm
yaad
sauġhāt mil rahī hai tirī yaad kī mujhe
is hijr ne sikhā.ī bahut shā.irī abhī
Ghazal
kuchh to hamare darmiyan hai dil-lagi abhi
muddatoñ ba.ad use dekh ke hairān hue
shakl bhī yaad na thī
Nazm
pahchan
zaḳhm dekhe jism dekhā aur pahchānā use
dhīre dhīre phir mujhe maiñ yaad aane lag gayā
Qita
zaKHm dekhe jism dekha aur pahchana use
ḳhaak par uḌtī bikhartī purza purza aarzū
yaad hai ye kuchh havā kī āḳhirī yalġhār se
Ghazal
din hua kaT kar gira main raushni ki dhaar se
dil-e-fasurda pe sau baar tāzgī aa.ī
magar vo yaad ki jā kar na phir kabhī aa.ī
Ghazal
dil-e-fasurda pe sau bar tazgi aai

Top Urdushayar.com