Tags-Hijr

maiñ tire hijr kī giraft meñ huuñ
ek sahrā hai mubtalā mujh meñ
Ghazal
ye jo shisha hai dil-numa mujh mein
bātoñ ke saath muñh se Tapakne lagā hai ḳhuuñ
mar jā.uñgā maiñ hijr-bayānī ke ba.ad kiyā
Ghazal
ham-sae se talab karun pani ke baad kya
vo ek mauj-e-'nasīmī' thī vahshat-e-dil kī
kisī ke hijr meñ jis ko bahā diyā afsos
Ghazal
jo likhna chaha na likh paya main KHuda afsos
ye dasht-e-hijr kī vahshat hai sāhibān-e-vafā
yahāñ kisī ko koī aasrā nahīñ miltā
Ghazal
koi suragh koi naqsh-e-pa nahin milta
vo pūchhte haiñ hijr meñ hai iztirāb kyā
hairān huuñ ki duuñ unheñ is kā javāb kyā
Ghazal
wo puchhte hain hijr mein hai iztirab kya
pattī pattī kī sūrat the bikhre hue gul hasīñ baaġh ke
surḳh āñdhī chalī hijr lāhaq huā phir bhī shādāb the
Ghazal
aasmanon se aae hue nur the rashk-e-mahtab the
jis ko aadat vasl kī ho hijr se kyūñkar bane
jab uThe ye ġham ki dil kā aa.ina patthar bane
Ghazal
jis ko aadat wasl ki ho hijr se kyunkar bane
thā bazm-e-duniyā meñ mushkil hamārā milnā so
nikal ke aa ga.e majlis se hijr ḳhatm huā
Ghazal
wo lauT aai hai office se hijr KHatm hua
phir ek aag lagī jis meñ vasl kī thī chamak
ḳhayāl-e-yār kī māchis se hijr ḳhatm huā
Ghazal
wo lauT aai hai office se hijr KHatm hua
vo lauT aa.ī hai office se hijr ḳhatm huā
hamāre gaal pe ik kis se hijr ḳhatm huā
Ghazal
wo lauT aai hai office se hijr KHatm hua
tumhāre hijr meñ sau vasl se guzar kar bhī
ye sochtā huuñ kahāñ kis se hijr ḳhatm huā
Ghazal
wo lauT aai hai office se hijr KHatm hua
bhalī sharāb hai ye vasl naam hai us kā
bas ek jaam piyā jis se hijr ḳhatm huā
Ghazal
wo lauT aai hai office se hijr KHatm hua
'hirmāñ' ko maut aa.e shab-e-hijr to kahe
kyūñkar guzārtā hai umīd-e-visāl meñ
Ghazal
yun pa raha hun us ka tasawwur KHayal mein
na ḳhush visāl meñ ho rakh tū yād-e-hijr 'nasīr'
magar tū gardish-e-ayyām se nahīñ vāqif
Ghazal
jo ain wasl mein aaram se nahin waqif
lailī-e-shab-e-hijr ne bikhrā diye gesū
mātam meñ mire chāk-e-garebāñ hai sahar bhī
Ghazal
mahrum-e-shahadat ki hai kuchh tujhko KHabar bhi
utar chukī hai mirī ruuh meñ shab-e-hijrāñ
maiñ us ko hijr kī mankūha ab banā.ūñgā
Ghazal
bana ke taj-mahal KHud use giraunga
hijr ke dard bhī aañsū bhī hai tanhā.ī bhī
tire jaate hī mire chāhne vaale aa.e
Ghazal
der ke sath haram aae shiwale aae
sab faqīrān-e-shab-e-hijr vatan chhoḌ ga.e
kaun ab degā bayābāñ meñ azaañ mere sivā
Ghazal
kis ne dekhi hai bahaaron mein KHizan mere siwa
hijr-o-visāl ke na.e manzar bhī ā.eñge
ābādiyoñ meñ aa.e to phir ghar bhī ā.eñge
Ghazal
hijr-o-visal ke nae manzar bhi aaenge
vasl ke ḳhvāboñ meñ ab vo raushnī baaqī nahīñ thī
hijr kī rātoñ meñ sone kā natīja sāmne thā
Ghazal
sanp sa leTa hua sunsan rasta samne tha

Top Urdushayar.com