English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Sharab
Tags-Sharab
bajā nasīhat-e-tark-e-sharāb bhī nāseh
ilāj-e-āmad-e-abr-e-bahār kyā hogā
Ghazal
gulon ko sahn-e-chaman mein qarar kya hoga
'sahar' ko tauba se inkār to nahīñ lekin
nigāh-e-mast agar mā.il-e-sharāb kare
Ghazal
dua kisi ki kare ya na mustajab kare
tirī jafā meñ milā kar sitam zamāne ke
sharāb-e-ġham kā ajab zā.iqa nikāleñge
Ghazal
safar ka aur koi silsila nikalenge
shabāb ke liye tauba azaab hai saaqī
sharāb lā mujhe pās-e-shabāb hai saaqī
Ghazal
gham-e-zamana nahin ek azab hai saqi
ġham-e-zamāna nahīñ ik azaab hai saaqī
sharāb lā mirī hālat ḳharāb hai saaqī
Ghazal
gham-e-zamana nahin ek azab hai saqi
ye sāz-e-tarab ye shādmānī kab tak
ye kaif-e-sharāb-e-urġhuvānī kab tak
Rubaai
ye saz-e-tarab ye shadmani kab tak
āftāb chehra thā jin sharāb-ḳhvāroñ kā
daaġh daaġh huliya hai un kā siyāhkāroñ kā
Ghazal
intizar tha hum ko KHushnuma bahaaron ka
aa.e kuchh abr kuchh sharāb aa.e
is ke ba.ad aa.e jo azaab aa.e
Sher
aae kuchh abr kuchh sharab aae
kisī ko dekh ke saaqī jo be-havās huā
sharāb siiḳh pe Daalī kabāb shīshe meñ
Sher
kisi ko dekh ke saqi jo be-hawas hua
ye sharāb zer-e-hasīñ-ghaTā jo hai 'kaif' nāzish-e-mai-kada
kisī tishna-kām kī aarzū kisī tishna-lab kī duā na ho
Ghazal
mere aansuon pe nazar na kar mera shikwa sun ke KHafa na ho
sharāb-o-sher-o-naġhma ke sivā kyā chāhiye 'faizī'
balā se zindagī jaa.e matā-e-rā.egāñ ho kar
Ghazal
tasawwur mein koi aaya sukun-e-qalb-o-jaan ho kar
jaise hinā.ī haath ho Duubā sharāb meñ
manzar hameñ vo roz dikhātī rahegī shaam
Ghazal
ta-hashr zid mein subh ki aati rahegi sham
sharāb-ḳhāna tirā aisā intiḳhāb nahīñ hai
ḳhavās piite haiñ sab ke liye sharāb nahīñ hai
Ghazal
sharab-KHana tera aisa intiKHab nahin hai
nasīb us ke sharāb-e-bahisht hove mudām
huā hai jo koī mūjid sharāb-ḳhāne kā
Ghazal
har aan jalwa nai aan se hai aane ka
misra-e-'sarvat' ne 'joshish' mast o dīvāna kiyā
dasht-dar-dasht besha besha shīsha shīsha hai sharāb
Ghazal
kijiye rindi ka pesha shisha shisha hai sharab
us shikār-afgan kī chashm-e-mast se le mai-kasho
ho gayā mai-ḳhāna besha shīsha shīsha hai sharāb
Ghazal
kijiye rindi ka pesha shisha shisha hai sharab
jalva-e-mastāna se shīrīñ ke har ik añg meñ
ġhaur se Tuk dekh tesha shīsha shīsha hai sharāb
Ghazal
kijiye rindi ka pesha shisha shisha hai sharab
shīsha-e-ḳhālī na dekhā sāqiyā kuchh ġham nahīñ
taak ke resha-ba-resha shīsha shīsha hai sharāb
Ghazal
kijiye rindi ka pesha shisha shisha hai sharab
kījiye rindī kā pesha shīsha shīsha hai sharāb
lījiye ik ghūñT shīsha shīsha shīsha hai sharāb
Ghazal
kijiye rindi ka pesha shisha shisha hai sharab
ik sarāpā surūr-o-bad-mastī
aañkh kyā hai sharāb hai pyāre
Ghazal
aap apni naqab hai pyare
Prev
36 / 84
1
...
33
34
35
36
37
38
39
...
84
Next
Top
Urdushayar.com