English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Khuda
Tags-Khuda
maiñ sochtā hū ki apne ḳhudā se kah Dālūñ
vo sab jo maiñ ne kabhī aaj tak kahā hī nahīñ
Ghazal
main sochta hun sabaq maine wo paDha hi nahin
phir banāyā ḳhudā ne aadam ko
apnī sūrat pe aisī sūrat meñ
Ghazal
sar hi ab phoDiye nadamat mein
ai ḳhudā jo kahīñ nahīñ maujūd
kyā likhā hai hamārī qismat meñ
Ghazal
sar hi ab phoDiye nadamat mein
sāhib-e-mehr-o-vafā arz-o-samā kyuuñ chup hai
ham pe to vaqt ke pahre haiñ ḳhudā kyuuñ chup hai
Ghazal
sahib-e-mehr-o-wafa arz-o-sama kyun chup hai
mire allāh ye patthar ki butoñ kā dil hai
rahm rusvā.ī kā Dar ḳhauf-e-ḳhudā kuchh bhī nahīñ
Ghazal
maine un se jo kaha dhyan mera kuchh bhi nahin
ai ḳhudā baḳht-sinkandar mat de
aur kashkol-gadā.ī bhī nahīñ
Ghazal
hunar-e-zaKHm-numai bhi nahin
ḳhudā jaane girebāñ kis ke haiñ aur haath kis ke haiñ
añdhere meñ kisī kī shakl pahchānī nahīñ jaatī
Sher
KHuda jaane gireban kis ke hain aur hath kis ke hain
butāñ kī 'mīr' sitam vo nigāh hai jis ne
ḳhudā ke vāste bhī ḳhalq kā vabāl liyā
Ghazal
na puchh KHwab zuleKHa ne kya KHayal liya
jo mirī riyāzat-e-nīm-shab ko 'salīm' sub.h na mil sakī
to phir is ke ma.anī to ye hue ki yahāñ ḳhudā koī aur hai
Sher
jo meri riyazat-e-nim-shab ko salim subh na mil saki
mamnūñ hī rahā us but-e-kāfir kī jafā kā
shikva na kiyā dil ne kabhū shukr ḳhudā kā
Ghazal
mamnun hi raha us but-e-kafir ki jafa ka
teġh-e-sitam se us kī mirā sar judā huā
shukr ḳhudā ki haq mohabbat adā huā
Ghazal
tegh-e-sitam se uski mera sar juda hua
hamārī laġhzish-e-pā par na yuuñ hañso tanzan
ḳhudārā baḌh ke uThā lo ḳhudā kā ḳhauf karo
Ghazal
dilon ko toDne walo KHuda ka KHauf karo
hameñ bhī raah dikhā do baḌā añdherā hai
jahāñ meñ raushnī vaalo ḳhudā kā ḳhauf karo
Ghazal
dilon ko toDne walo KHuda ka KHauf karo
na jaao kār-e-mohabbat meñ chhoḌ kar tanhā
zarā sā haath baTā lo ḳhudā kā ḳhauf karo
Ghazal
dilon ko toDne walo KHuda ka KHauf karo
chamak kar aur baḌhāo na merī siyah-baḳhtī
baḌe gharoñ ke ujālo ḳhudā kā ḳhauf karo
Ghazal
dilon ko toDne walo KHuda ka KHauf karo
diloñ ko toḌne vaalo ḳhudā kā ḳhauf karo
gire huoñ ko uThā lo ḳhudā kā ḳhauf karo
Ghazal
dilon ko toDne walo KHuda ka KHauf karo
hai to vaa.iz ḳhudā-parast magar
lab pe zikr-e-butāñ ziyāda hai
Ghazal
hum pe wo mehrban ziyaada hai
maiñ nai tanhā.ī se tañg aa ke use yaad kiyā
ab mire saath hī rahtā hai ḳhudā zindāñ meñ
Ghazal
kaise aa pahunchi hai gulshan ki hawa zindan mein
ḳhudā kī qasam phir to kyā ḳhair hove
ham aur tum akele hoñ aur sair hove
Ghazal
KHuda ki qasam phir to kya KHair howe
jafāoñ kī bhī had hotī hai koī
ḳhudā ma.alūm us ke dil meñ kyā hai
Ghazal
bataun kya ki mere dil mein kya hai
Prev
107 / 314
1
...
104
105
106
107
108
109
110
...
314
Next
Top
Urdushayar.com