Tags-Dard

koī mā.il-ba-samā.at na huā sad afsos!
naġhma-e-dard rahā sīna-e-jazbāt meñ gum
Ghazal
hum junun pesha ki rahte the teri zat mein gum
ham sā bad-baḳht zamāne meñ koī kyā hogā
ham ko ḳhushiyāñ bhī milīñ dard-o-alam kī sūrat
Ghazal
ghair-mumkin hai ki miT jae sanam ki surat
ik us ke tabassum kī ḳhātir dukh-dard hazāroñ sahtā thā
ab kis ke liye dukh-dard sahūñ aur ashk bahā.ūñ kis ke liye
Ghazal
nai ghazlen likhun kis ke liye aur git sajaun kis ke liye
jahāñ kuchh dard kā mazkūr hogā
hamārā sher bhī mash.hūr hogā
Ghazal
jahan kuchh dard ka mazkur hoga
kar chuke sairāb ashkoñ se zamīñ
dard-dāna bo chuke ab ghar chalo
Ghazal
sab tamashe ho chuke ab ghar chalo
vahī ḳhalish vahī sozish vahī tapish vahī dard
hameñ sahar bhī ba-andāz-e-shām hotī hai
Ghazal
tumhaare husn ki tasKHir aam hoti hai
dil aa.e hai phir dil meñ dard aa.e hai
yuuñ hī baat meñ baat baḌh jaa.e hai
Ghazal
main roun hun rona mujhe bhae hai
tabīb subuk-e-aql hargiz na samjhā
huā dard-e-ishq aah duunā davā se
Ghazal
gae ji se chhuTe buton ki jafa se
aur maiñ pyaar kī taqdīs pe marne vaalā
dard ban kar tire ehsās meñ bas jā.ūñgā
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
dard patjhaḌ ke saare hamāre hue
sab bahāroñ ke mausam tumhāre hue
Ghazal
dard patjhaD ke sare hamare hue
diloñ ke dard jagā ḳhvāhishoñ ke ḳhvāb sajā
balā-kashān-e-nazar ke liye sarāb sajā
Sher
dilon ke dard jaga KHwahishon ke KHwab saja
ye shahr-e-zāt bahut hai agar banāyā jaa.e
to kā.enāt ko kyuuñ dard-e-sar banāyā jaa.e
Ghazal
ye shahr-e-zat bahut hai agar banaya jae
ġhair ko dard sunāne kī zarūrat kyā hai
apne jhagḌe meñ zamāne kī zarūrat kyā hai
Sher
ghair ko dard sunane ki zarurat kya hai
jab achānak mire pahlū se mirā yaar uThā
dard siine meñ uThā aur ka.ī baar uThā
Ghazal
jab achanak mere pahlu se mera yar uTha
us se milnā bahut zarūrī hai
dard kuchh to 'sabīha' kam hogā
Ghazal
yahi kaghaz yahi qalam hoga
āñkhoñ se apne ashk ke tāroñ ko toḌ kar
sūkhī nadī ke dard kā manzar use dikhā
Ghazal
sara badan hai KHun se kyun tar use dikha
jis ko dekho mire māthe kī taraf dekhtā hai
dard hotā hai kahāñ aur kahāñ raushan hai
Sher
jis ko dekho mere mathe ki taraf dekhta hai
ab tirā zikr bhī shāyad hī ġhazal meñ aa.e
aur se aur hue dard ke unvāñ jānāñ
Sher
ab tera zikr bhi shayad hi ghazal mein aae
ham ye samjhe ki marham-e-ġham hai
dard ban kar davā ne luuT liyā
Ghazal
ek kafir-ada ne luT liya
tanhā.iyoñ ke gahre samundar meñ Duub jā
zaḳhmoñ ke phuul dard ke gauhar talāsh kar
Ghazal
ehsas dekh pae wo manzar talash kar

Top Urdushayar.com